Have a Question?
Print

Mein apnay Lesson Plan nahi khol pa raha/rahi.

Lesson Plans ke na khulnay ki kaafi wajoohat ho sakti hein. Is kay hal ke liye nichay di gai hidayat par amal karein:

  • Us Lesson Plan ki screenshot lain jo nahi khul raha. 
  • Us screenshot ko apnay school ke WhatsApp group mein bhejain. Is baat ka khayal rakhain ke screenshot ke saath yeh maloomat bhi shamil hou:  Grade, Subject, Book aur Publisher ka naam, Chapter ka naam, Lesson Plan ka number 
  • Taleemabad ki team aap ki screenshot aur digar maloomat ko dekh kar iss maslay ke hal tak pohanchay gi, aur aap ko apna Lesson Plan jald se jald faraham karnay ki bharpoor koshish karay gi!

Taleemabad ko behtar bananay kay liye humari madad ka shukariya! 🙂


Uh-oh! This can be due to a number of things – to help us resolve this issue, please follow the steps below!

  • Take a screenshot of the Lesson Plan that you can’t open
  • Share the screenshot on your school’s WhatsApp group. Please be sure to also include the following details: Grade, Subject, Book/Publisher name, Chapter name, Lesson Plan number
  • The Taleemabad team will use your screenshot and details to see exactly where the issue lies, and solve it for you as soon as possible!

Thank you so much for helping us improve Taleemabad! 🙂

Was this article helpful?
Oh no! :( Please tell us how we can improve your experience
How Can We Improve This Article?
Next Lesson Plans bohat lambay hain inhain apni class mein cover karna mushkil hai
Contact Info
Address​
Email Us
Don’t miss out

Sign up for our newsletter to stay in the loop

Quick Links
School Owners