Have a Question?
-
Teachers
-
- Mein Taleemabad School App kahan say download kar sakta/sakti hoon?
- Teacher hou kar main apna account kaisay banaun?
- Mujhe OTP mosool nahi hua, mujhe kya karna chahiye?
- Meri Taleemabad School App mein bohot cheezein hein, mein sab se pehle kis cheez ko istemaal karoon?
- Mein kon si Teacher Training videos se shuru karoon?
-
- Mein apnay Lesson Plan nahi khol pa raha/rahi.
- Lesson Plans bohat lambay hain inhain apni class mein cover karna mushkil hai
- Mere Lesson Plan(s) ki video load nahi ho rahi
- Meri book / kitab kay sabaq mein aik izafi Lesson Plan hai
- Mujhe aik din mein kitnay Lesson Plans mukamal karnay chahiyen?
- Mere Lesson Plan mein video ki audio synced nahi hai
- Mere Lesson Plan mein ghair mutaliqa workbook pages hein
- Apna Lesson Plan mukamal karnay kay baad mujhe “Mark as complete” wala button nahi nazar aa raha/mil raha
- Mere kuch Lesson Plans pehlay say hi “Mark as complete” hein
- Mein Search Bar ko istemaal kar ke Lesson Plans ko kis tarhan dhoondon?
- Mein term ke beech mein Lesson Plans ko kaisay istemaal karna shuru karoon?
- School ki books aur Taleemabad ke Lesson Plans
- Bachon ki exams ke liye LMS se revision
-
-
School Owner / Admin
-
- Taleemabad ke WhatsApp groups
- Mein Taleemabad School App kahan say download kar sakta/sakti hoon?
- School Maalik hou kar mein apna account kaisay banaun?
- Mein apnay school ke teachers LMS pe kaisay add karoon?
- Jab mein apnay school ki teacher ko LMS pe add karta hoon tou kya hota hai?
- Meri teachers ko OTP mosool nahi horaha
- Apnay teachers ko add kartey howe mujhe "Phone number already exists" ka error aata hai
- Mein apnay LMS mein apnay school ki Classes kaisay daalon?
- Mein apnay school kay principals ya admin ko apnay LMS mein kaisay shamil karoon?
- Mein apnay school ka curriculum LMS per kis tarhan set karoon?
-
- Mein apnay school ke teachers LMS pe kaisay add karoon?
- Meri teachers ko OTP mosool nahi horaha
- Apnay kisi teacher / ustaad ko LMS se kaisay delete karoon?
- Jab mein apnay school ki teacher ko LMS pe add karta hoon tou kya hota hai?
- Mein apnay LMS pe apnay teachers / usateza ke assigned subjects kaisay badal sakta / sakti hoon?
- Kya mein apnay teachers / usateza ka phone number badal sakta / sakti hoon?
- Mein apnay LMS pe apnay teachers / usateza ka naam kaisay badal sakta /sakti hoon?
- Mein apnay LMS pe shaamil kiye gaye teachers ko Subjects kaisay assign karoon?
- Apnay teachers ko add kartey howe mujhe "Phone number already exists" ka error aata hai
-
- Mein Taleemabad Learning App ke muft access codes kaisay haasil kar sakta / sakti hoon?
- Mere Taleemabad Learning App ke diye gaye access code kaam nahi kar rahay
- Mein Taleemabad Learning App ke access code kaisay istemaal kar sakta/sakti hoon?
- Mujhe Taleemabad Learning App ke liye mazeed access code chahiyen
-
- Articles coming soon!
-
- Kya mujhe apni Taleemabad School App kay liay naya account bananay ki zaroorat hai?
- Taleemabad ke WhatsApp groups
- Mere asateza apny tahafuzaat ka izhar kahan kar sakty hain?
- Meri Taleemabad School App chal ya khul nahi rahi
- Meri workbook(s) ka order pohanchnay main kitna waqt lagay ga?
- Meri workbook(s) kay order kay liay paison ki adaigi ka kya tariqa kar hai?
- Mein Taleemabad ki workbooks kaisay hasil kar sakta/sakti hoon?
- Mere pas Taleemabad App ka paid version hai, lekin mera account muatal / suspended hai.
- Mere academics ke hawalay se tahafuzaat / concerns hein
-
Print
Mein apnay school ka curriculum / nisaab kaisay badal sakta / sakti hoon?
ByFaisal Abdullah
Taleemabad ke LMS par apni marzi ya pasand kay publisher ka curriculum / nisab laganay ke liye aap in hidayat par amal karain:
- “Curriculum” section par jain
- Yahan par aap har grade/ jamat ke liye alag alag tabs dekhain ge, jin mein subject ke hisaab se aap ki mojooda books ke naam likhay hon ge
- Jis grade ki aap ne LMS ke andar class banayi hai us kay mazameen dekhny ke liay us grade par click karein
- Kisi subject / mazmoon kay tamam publishers ki list dekhnay ke liye us subject / mazmoon par click karein
- Jis book / kitaab ko istemaal karna hai us par click karein
To change the curriculum to any other publisher of your choice on the Taleemabad LMS, follow these steps:
- Navigate to the ‘Curriculum’ section
- Here you see will different tabs for each grade, where you will see the books selected for each subject
- Click on the grade you have added as a class in the LMS to see its subjects
- Click on a subject to see a list of books from each publisher
- Select the book you want by clicking on it