Taleemabad ke LMS par apni marzi ya pasand kay publisher ka curriculum / nisab laganay ke liye aap in hidayat par amal karain:
- “Curriculum” section par jain
- Yahan par aap har grade/ jamat ke liye alag alag tabs dekhain ge
- Jis grade ki aap ne LMS ke andar class banayi hai us kay mazameen dekhny ke liay us grade par click karein
- Kisi subject / mazmoon kay tamam publishers ki list dekhnay ke liye us subject / mazmoon par click karein
- Jis book / kitaab ko istemaal karna hai us par click karein
To set the curriculum for any publisher of your choice on the Taleemabad LMS, follow these steps:
- Navigate to the ‘Curriculum’ section
- Here you see will different tabs for each grade
- Click on the grade you have added as a class to see its subjects
- Click on a subject to see a list of books from each publisher
- Select the book you want by clicking on it
Alternatively, you can also watch the video below: