View Categories

Mein apnay school ka curriculum / nisaab kaisay badal sakta / sakti hoon?

Taleemabad ke LMS par apni marzi ya pasand kay publisher ka curriculum / nisab laganay ke liye aap in hidayat par amal karain: 

  • “Curriculum” section par jain
  • Yahan par aap har grade/ jamat ke liye alag alag tabs dekhain ge, jin mein subject ke hisaab se aap ki mojooda books ke naam likhay hon ge
  • Jis grade ki aap ne LMS ke andar class banayi hai us kay mazameen dekhny ke liay us grade par click karein 
  • Kisi subject / mazmoon kay tamam publishers ki list dekhnay ke liye us subject / mazmoon par click karein 
  • Jis book / kitaab ko istemaal karna hai us par click karein

To change the curriculum to any other publisher of your choice on the Taleemabad LMS, follow these steps:

  • Navigate to the ‘Curriculum’ section
  • Here you see will different tabs for each grade, where you will see the books selected for each subject
  • Click on the grade you have added as a class in the LMS to see its subjects
  • Click on a subject to see a list of books from each publisher
  • Select the book you want by clicking on it